Saturday, October 16, 2010

Yakhlakht na jaane ye kya ho gaya
Manoos sa kuch mujhme ajnabi ho gaya

Jiska waada tha mujhse, jo mera raazdaan tha
Pal bhar main kyun mera raqeeb ho gaya

Tumne muskura kar zara nazarein jhukadi
Fakat baat itni si fasaana ho gaya.

No comments:

Post a Comment